Arawli Parwat Srangkhla Ki Goud me basa ye gaon prakratik sundarta ka adbud nazara pesh krta h. Ish gaon ke charo taraf se parvato ne gher rakha h. Jaise prakarti ish gaon ki rakha krti h. Ye gaon industri me bhi mahatav rakhta h. Yaha par 40+ stone kresar h. Ye gaon dhanady bi h. Yaha par 98.62% population Sikshit h.