mandir ki stapna Shri JAGMOHAN HOOKAHWALA ke dwara
02 september 1979 ko ki gayi thi.
har saal varshik utsav ganesh chaturthi ke din banaya jata hai, jisme chaturthi ki purv sandhya ko bhavya jagran ka ayojan hota hai.
chaturthi ke din pooja , maha aarti aur prasad ka aayojan rehta hai.
jismain Sab hi Ganesh bhakto ka yogdaan hota hai.