Faizan E Chishtiya

Jama Masjid AQSA, Tappachabutra., Hyderabad,
Faizan E Chishtiya Faizan E Chishtiya is one of the popular Mosque located in Jama Masjid AQSA, Tappachabutra. ,Hyderabad listed under Community organization in Hyderabad , Mosque in Hyderabad ,

Contact Details & Working Hours

More about Faizan E Chishtiya

In the name of Allah the most beneficient and the most merciful, And with the blessings of Hazrat Muhammed Mustafa Salalahu-Alaih-Wasalam And with the Tawassul of Hazrat Khwaja Moinuddin Chishti Gareeb Nawaz Alaih Rahma the organization of Faizan E Chishtiya was setup in the year 1994(hijri 1414) by

"Khateeb E Ahle Sunnat Hazrat Khwaja Peer Shah Mohammed Mehtab Chishti Kaleemi"

under the guidance of

" Mufassir-e-Quran Hafiz-o-Qari-e-Ashra Qirat Hazrat Allama KHWAJA PEER SYED SHAH MOHAMMED ABDUL QADIR HUSSAIN Al Bokhari Chishti Kaleemi" urf (HAZRAT JEELANI PASHA SAHAB)

And under his guidance the various works to spread the knowledge of Islam are done which includes
The gathering of Zikr
Every Week Ijtema At Masjid Al Aqsa,tappachabutra(After Namaz-e-Isha)
Tarbiyati Ijtema
Mujahidey(Dawat-e-Ilm o Amal)
Tableegh o Irshad Aur Islaah are carried out

Apart from it a yearly calender work which is as follows

=>MUHARRAM:

1ST to 10TH : 10 roz(din) Majalis Seerat-e- Ahle bayt wa zikr shahadat-e Hussain karimein And Majlis e Fatiha "Hazrat Khwaja Fareed Uddin Masood Ganj Shakar RehmatullahiAlaih" (every day After namza-e-Isha)

10th Muharram: Zikr Shahadat-e-Hazrat Sayidina Imam e Hussain Alaih Assalam (After Namaz-e-Zohar)

=>SAFAR:

Deeni wa Asari Madaris ke talba ke liye Milad o Qirat Kalaam-e- paak ,Tehreeri, Takreeri, Naatiya Inaami Muqablehjat ka Inteqad o Jalsah Istakbal Mah e MILAAD UN NABI(SAW)
(dates will be announced according to english calender as per the year)

=>RABBI AWAL SHAREEF:

1ST TO 12TH: 12 roz (din) Jashn-e-EID MILAAD Un NABI (saw) (aftr namaze isha)

12TH RabiAwal: Subah 7 baje Harmain Sharifein ke kadeem islami dastoor ke mutabiq Makka Masjid (hyderabad) ke baad Alim o Islami mae parha janey wala pehla Qutbah Eid Miladun Nabi(saw) uske baad Juloos

13th Rabi Awal: After Namaz e Isha Azeem o Shaan Salaanah Mehfil Naat o Jalsey takseem Isnaad o Ina'Amaat wa

Salanah Majlis o Fatiha Shaheed e Muhabbat Hazrat Khwaja Qutub Uddin Bakhtiyaar Khaki Chishti Awshi (R.H) Aur Maqdoom Sabir Allauddin Kalyar (R.H)

=>RABI US SANI :

Salanah Majlis fatiha Salaar Chishtiyan Hazrat Khwaja Abu Ishaaq Chishti (bani silsilah e chishtiya)

JASHNE GAUSE AZAM MEHBOOB-E SUBHANI

Jashne Sultan o Mashaikh Mehbub-e- Ilahi

=>JAMA DI AWWAL:

Youme Shaykh ul Islam makhdoom ahle sunnat Abul barkat Hazrat Hafiz Shah Mohammed Anwar ullah Farooqi Chishti R.H

=>JAMA US SANI:

Jalsa e Azmat Ameer Ul Momineen Hazrat Sayedna Siddiq-e0Akbar RaziAllahuAnha

=>RAJAB :

Jashne MERAJ UN NABI (SAW)
Jashne Moloud-e- Ka'Abah
6th Rajab :Rozah Majalis Zikr e Ilahi o Ta'Alimat Sultan ul Hind KHWAJA GAREEB NAWAZ CHISHTI ALAIH REHMA

=>SHABAAN UL MUBARAK:

Youme Hazrat Sayedna Imam-e-Azam Abu HAnifanouman bin Sabit(RaziAllahuAnha)
Khalka-e-Aamaal Shab Baraat

=>RAMZAN UL MUBARAK:

From 1st till the end of Ramazan Ul Mubarak

Jalsaye Faizan Ramzan o Ta'Alimaat e Islam,Dars Hadees o Fiqh, Khalka e Tasbeehat o Astagfaar, Majalis Durood e Shareef,Mehfil e Naat O Qaseedah Burdah e Shareef,
Jalsa e fatiha of Shahzadi E Kounain Hazrat BIBI Fatimah R.A, Ummul Momineen Hazrat Khadijah Ul Kubrah R.A And Hazrat Ayehsa Siddiqua R.A
Hazrat KhwajaMehmood Roshan Charagh Dehlvi R.H
Youme Badr,
Majlis Zikr Shahadat Ameer ul Momineen Hazrat Sayedina ALI Murtaza Karam Allahu Wajahuyl Kareem
MAJALIS FAIZAN E SHAB E QADR, bayaan salawat o tasbeeh ,Tahjud,Haqa ye ZikrAllah, Manajat o Duwa

=>SHAWAL:

Mehfil Naat o Shukrana EID ul FITR
Fatiha Hazrat Khwaja Osman e Harooni R.H

=>ZIL QAEDAH:

Jashne HAzrat Khwaja Banda Nawaz Gesu Daraz R.H
Wa Salanah Fatiha HAzratKhwaja Nizam uddin Maqbool e Ilahi Aurangabadi

=>ZIL HAJ:

Youme Hazrat Ibrahim Khalee Ullah wa Hazrat Ismail Zabih Ullah Alaihis Salaam

Jashne Yousufein-Sharifein(nampally)

Majlise Faizan e Arfah

Majlise Zikr Ameer ul Momineen Hazrat Khwaja Sayedna Umar Farooq(R.A) wA Ameer ul Momineen Hazrat Sayedna Usman -e- Gani (R.A)

Alhumdulilah ,Iske Alawa Mukhtalif Islami Mouzua'At aur Khwajagan e Chisht Ahle behisht ke Halaat ta'Alimat aur Malfuzaat par Ab tak 40 sey Zyada KITABAT(books) Shaayein hokar maqbool khaas o Aam ho chuki hain .
InshaAllah Mazeet Islami kutb ki Isha'At ka Silsilah Jari rahega .

Alawa iske Khwaja Gareeb Nawaz Educational and Welfare Society ke Tahat Nadaar ,Gareeb,Zaruratmand Larkiyon ki shaadi Biyah ke maoukhey padh Quran-e-Shareef (kanzul Imaan) me rahl wa jaaye Namaz (musallah) Ka set diya jata hai .
shahar ke Alawa digar aur dehat ke Mustahaq hazraat is sey istaefadah kar rahe hain.
AAp bhi Apni taraf se aur apney Marhoom Mutaliqeen ki Isaale Sawaab ke liye Quran -e- paak (tarjumah Kanzul Imaan-Tarjumah Imam Ahmed Raza Khan Barelwi YA Irfan ul Quran_tarjumah Shaykh ul Islam Dr. Muhammed TAHIR UL QUADRI) Jamah karwaein. Ya feesat-Rs 500/- ki Rakhan ba akhz Raseed Jama'a karwa Saktey hain .
Talabah mae Deeni wa Akhlaqhi kutb (books) ki takseem k silsilah bhi jari hai

Map of Faizan E Chishtiya